healthy life kya hai healthy life me hum food bhi le sakte..

healthy food benifits Aaiye jante hai kya hai healthy food or humari health ke liye acha ...healthy food bnanta bhi aasani se hai or log ise khate hai subh ke healthy breakfast ke taur pe kuch log bhar ka kuch bhi kr lete hai kha lete hai bahar ka par hum ghar PE bhi healthy or tasty dishes bna skte hai..jo ki bohot easy hai office me bi le ja skte hai breakfast krne ya subh subh ghr se bi kha ke nikal skte hai jaise 4 chije hai humare khane ke Aahar me idli Poha upma sabudana khichdi ye bohot hi easy trike se bnta hai 1) hum upma Ko naste ke roop me kha skte hai Jo ki easy trike se bnata hai Jo ki kam calories ka hota hai or yeah suji se bnaya jata hai waise to ye sb dishes south indian hi Poha Ko chodke but ye kafi hlka bhojan hai Jo ki kam calories ka is se fat ni hota ...or pet bhi bhar jata hai ..
2)idli jo ki ye bhi kafi hlka bhojan hai waise ye rice se bna hua hota hai ye bhi naste ke roop me khna acha hai jis se pet bhi bhra rhega or apka vjan bhi.control me hoga ..ye sbhi jo disheshai ye healthy hai ...aap idli ke sath sambhar ki grevy or nariyal yani coconut ki chutni ke sath khake iska lupt utha skte hai...
3) sabudane ki khichdi ye bhi kafi hlka bhojan hai ye..sbhi healthy food apki life me jda calories burn ni hone deti hai jis se apka wajn control me hota hai ..apko apni life me kbi bhi healthy hi khna chahiye .. 4)Poha ye to Maharashtra ki dish hai use aap bhi le skte hai halke bhojan yani breakfast me subh ki morning me but mera man na hai apko subh subh daily routine me koi bi ek fruit jarur khana chahiye kyoki ye apki healthy life or age ki life ke liye acha ye apke healthy life ke acha tips hai ..roj ek fruit Ko khana or Apne daily routine ke liye me follow krna bohot hi acha hai humare sarir Ko coffee ya sugar ki jrurt ni hai. humare body Ko natural sugar ki jrurt a hai Jo ki fruits me kafi hai ...dosto...ok. ...aap bhi apnaye healthy tips or food Ko thank u ... https://www.weightlosstipssee.blogspot.com

https://www.amazon.in/gp/product/B07X4PXKZQ/ref=as_li_qf_asin_il_tl?ie=UTF8&tag=nisha0c4-21&creative=24630&linkCode=as2&creativeASIN=B07X4PXKZQ&linkId=1a178d4bd059002e58f630fd8fd5ad85

Comments

Post a Comment

nishanisha.gupta3095@gmail.com

Popular posts from this blog

healthy tips / healthy life for benifits/ healthy tips in our life

kya hai wo tips jo apki life Ko behtar bnata hai/ 5 mpotance tips / lambi Umar ki Saugata ke liye kuch behtrin tips