kya hai wo tips jo apki life Ko behtar bnata hai/ 5 mpotance tips / lambi Umar ki Saugata ke liye kuch behtrin tips

🇨🇮Lambi or healthy life ke liye apnaye 5tips



Har koi ye sochta hai wo 100sal se jyada jiye or lambe samay tak sehatmand rahe lekin aaj kal is busy lifestyle Ko lekar lambi Umar ki saugat pana kafi muskil lagta hai . aaj kal ki is Daur me jayadatr log blood pressure heart diseases diabities or cancer jaisi bimariyo ka shikar ho rahe hain.
          Maujuda life me bhale hi 100sal tak jina behad muskil hai fir bhi uske bawjud uske Apne routine me bdlav lakar lambi aur sehatmand jindgi ki Saugata payi ja Sakti hai to aaiye dosto ..aaj hum is article me aise kam btane wale hai ke agar aapko lambi aur sehatmand jindgi chahiye to aap Ko in Kano apnana chahiye.to aiye jante hai wo 5tips kya hai

  1. positive thinking - yani sakaratmak vichar sahi soch achi soch to lambe samay tak sehatmand rehne ke liye daily routine me kuch positive changes lane honge iske liye aapko Apne life ke liye positive activity yani kuch acha kam krna hoga dosto ...or positive bdlav Ko apnana hoga.choti choti bato Ko lekar Apne andar negativity na aane se positive soch Ko apnakar sirf aap Apne jindgi Ko khulkar ji sakte hai Balki is se aapki Umar bhi bdh Sakti hai.
  2. Right diet-yani sahi bhojan aahar agar aapko lambe samay tak sehatmand jivan jina chahte hain to fast food junk food taki bhuni hui chijo Ko bilkul band jar Dena chahiye ya kam kr Dena chahiye drsal Khan panne gudbudi ke chalte aapko kai trah ki bimariya ghee Sakti hain agr aap 100 sal tak ki lambi Umar ki Saugata pana chahte hain or sehatmand rehna chahte hain to apko Apne khane me changes kuch aise bdlav krne honge Apne diet me Hari patiyo protein calcium or fibre chijo Ko upyog me kijiye or bharpur Pani pet bharke pijiye.doato ye apki body Ko clean karne me Pani ka bohot bda yogdan hai or hafte me kam se kam ek din jrur upwas Ko apnaye.
  3. Excercise-apni jindgi me aage bdhne ki or ek behtrin tips hai excercise ji ha dosto ....excercise kare or apni body Ko physically maintain rakhe.jibha physically healthy rehne ke liye Rojana yoga pranayaam Ko Apne daily routine me krna chahiye .or Rojana morning walk Ko bhi apnana chahiye.or Rojana subh uthte hi ek glass Pani jrur pijiye..or uske bad morning walk par nikal jaiye..ya to excercise Apne ghar se kijiye yani din ki suruwat ghr se ho ya fir morning walk se .
  4. Routine setup- apni routine yani dincharya Ko jrur set kijiye apni jindgi me sechdule jrur bnaye.yani daily routine ka time table jrur se set kijiye .or use humesa ke liye apni life me set kr lijiye. iske liye apki subh hone se leke rat tak ki routine set kr lijiye or use follow kijiye. samay se breakfast yani nasta kar lijiye samay se khna khaiye samay se soiye or samay se excercise Krane jaisi aadato Ko apnakar aap nirogi jivan ji sakte hain.rojana apko 8 se 10ghnte ki nid puri Leni hogi .
  5. Stress free-yani dosto tanav mukt mtlb tanav mat lijiye .jam ka bojh or jimedariyo ke bich jyadatar log stress lete ja rage hain lekin kya aap jante hain stress apko Kai bimariyo ka shikar bna sakte hain agar aapko stress me rahnge to is se aap na to kam thik se kat paynge or nahi jivan me kamyabi paynge jabki stress free aadmi Ko bimariya chune se bhi darati hai.stress free rehne ke liye aao meditation ka bhi Sahara le sakte hain.

aap humare u tube chanel Ko bhi jrur subscribe kijiye dosto ...thank u
  • isme se 3chij bohot jyada important hain apki health apki diet pe depend Karti hai jitni achhi diet hogi utni achi apki health pehli chij ye ki apko fast food junk food inhe aap kam se kam istemal kijiye dusari physically excercise jaise aap Gym bhi joint jar sakte hai. tisari or akhri stress agar aapko stress lete hain to ye apko kafi jyada nuksan Karti hai . is liye aap stress free range or rehne ki kosis kijiye or agar aapko ke sath koi ghtana ghat jati hai to aap ek stress ke chakar me me duari stress le rahe aap ye sochiye iske bjay aap kya kare sakte hai jis se aap ka us kam Ko sahi se kijiye 

Comments

Popular posts from this blog

healthy tips / healthy life for benifits/ healthy tips in our life

healthy life kya hai healthy life me hum food bhi le sakte..